Aas-paas ka kaam, ek hi darwaza.
Local jobs aur workers ko seedha jodne wala app. Plumber, electrician, painter, shop help - jo kaam chahiye ya jo kaam karta hai, dono ke liye.
Jald aa raha hai .Teen simple steps - na form bharna mushkil, na bichauliya.
Kaam, jagah aur salary likho - bas. Classified ad jaisa simple.
Apne area ke naye kaam aur workers, sab ek feed mein.
Call ya WhatsApp par direct contact. Bich mein koi nahi.